Visits

20 June 2010

Deen : Islam

Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya deen yakinan aasan hai, jo shaksh deen mai jyadti akhtiyar karta hai, deen uspar gaalib aa jaata hai.
Bukhari 2.38

Humne Allah ka deen(islam) akhtiyar kar liya hai aur Allah se behtar deen kiska ho sakta hai.Hum usi ki ibadat karne waale hai
Quran 2.138
Surah Baqarah

No comments: