Visits

18 September 2010

Tarika

Jab wazu karo toh Jawaan ki tarah achche se
Jab namaz padho toh buzurgon ki tarah Aaram se
Jab dua maango toh bachchon ki tarah ro rokar gid gidakar

Supplication

Farwa' b. Naufal reported on the authority of 'A'isha that Allah's Messenger (may peace be upon him) used to supplicate (in these words):" O Allah, I seek refuge in Thee from the evil of what I did and from the evil of what I did not."
Muslim 6560

17 September 2010

Salaam

Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya behtarin musalman woh hain joh jaan-pehchan aur ajnabi logon ko khaana khilaaye aur salaam kare

Dua

When Prophet sallallahu alaihi wa sallam went to bed he said,"O Allah, it is with ur name that I live & it is with ur Name that I die."
Muslim

And when Prophet sallallahu alaihi wa sallam got up he said,"Praise is due to Allah, Who gave us life after our death(sleep) and unto Thee is resurrection"
Muslim

16 September 2010

Safety, Salaam

Prophet Muhammad sallallahu alaihi wa sallam said,"When anyone lands at a place, and then says,"I seek refuge in the Perfect Word of Allah from the evil of what He has created," nothing would harm him until he marches from that stopping place.
Muslim 6541

Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya ki joh shaks umr main chota ho woh bade ko salam kare aur joh jaa raha ho woh baithe ko salaam karle.
Bukhari

Munafik, Dobara paida karenge

Nabi sallalahu alaihi wa sallam ne farmaya munafikon par fazr aur isha ki namaz se jyada koi bozh nahi hain.
Bukhari

Hum Ne Zameen hi Se Tum ko Paida kiya Aur usi Main Phir Tumhen Le Jayenge Aur usi se Tumhen Dobara Nikalenge
Quran 20.55

Chaandi ke bartan, Sabr

Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya,"Jo shakhs, chandi ke bartanon Me peeta hai, to wo yakinan apne pait Me jahannum ki aag daakhil karta hai."
Muslim

"Aur hum sabr karne waalon ko zaroor Unke amal se zyada ajr ataa farmayenge."
Qura 16.96
Surah Nahl

Supplication

'A'isha reported that Allah's Messenger (may peace be upon him) used to make these supplications:" O Allah, I seek refuge in Thee from the trial of Hell-Fire; and from the torment of Hell-Fire; and from the trial of the grave and torment of the grave; and from the evil of the trial of the affluence and from the evil of the trial of poverty and I seek refuge in Thee from the evil of the turmoil of the Dajjal. O Allah, wash away my sins with snow and hail water, purify my heart from the sins as is purified the white garment from the dirt, and keep away at a distance the sins from me as yawns the distance between the East and the West; O Allah, I seek refuge in Thee from sloth, from senility, from sin, and from debt."
Muslim 35.6534

14 September 2010

Supplication

Anas reported that Prophet Muhammad sallallahu alaihi wa sallam used to supplicate (in these words):"Our Lord, grant us the good in this world and the good in the Hereafter and save us from the torment of Hell Fire."
Muslim 6507

13 September 2010

Reward of Lifetime Fasting

Narrated Ayyub al-Ansari
Prophet Muhammad sallallahu alaihi wa sallam said,"He who observed the fast of Ramadan and then followed it with six (fasts) of Shawwal it would be as if he fasted for lifetime."
Muslim 6.2614

Nabi sallallahu aalihi wa sallam ne farmaya,"Jisne Ramzan ke roze rakhe aur Shawwal ke 6 roze rakhe goya usne apni puri umr roze rakhe."
Muslim 6.2614

11 September 2010

Eid Mubarak

** Eid Mubarak **

"Takabalallahu minna wa minkum"
May Allah accept the fast and worship from us and from you


** Eid Mubarak **

"Takabalallahu minna wa minkum"
Allah tumhare aur humare roze aur ibadat ko qubul farmaye

A day before Eid

U fasted, U prayed
U been good for 30 days
So Allah d Most Merciful gave u a Sign
Out came the moon 2 say come celebrate
Chaand Mubarak

Ya Allah is chand ko ham par barkat, iman, salamti aur us chiz ki taufiq ke sath nikal jisse tu raazi hota hai aur pasand farmat hai
Aamin

Signs of Allah

And We have made the heaven a roof, safe and well guarded. Yet they turn away from its signs (ie sun, moon, winds, clouds, etc)
Quran 21.32